Internet jo ajkal key dour main bohat ziada zarurat ke cheez hai jahan tak is ke uses hai waha bhot se misuses bhi hain..uses yeh key hum bhot se information through internet hasil ker sakte hai jo hume books waghera se hasil nahi ho sakte wo hum internet k zariye taman terah se information hasil ker sakte hai..gher bethe ajkal to her cheez internet k zariye order hojate hai lekin jaha keise cheez ke uses hote hai waha usse ziada mis uses bhi bhot hote hain..beccho becho ko ajkal internet ke saholat feraham hai log apne perhae per focus kerne se ziada internet per apna time waste kerne mai lagey rehte hai her waqt chatting dostia fake id's benana ghelat websited dekhna yeh sab ajkal bhot aam hogaya hai becho ko ajkal wo cheze pata hai jo key unhe waqt se phele he pata chal gaye hai jo key bhot ghelat hai kio ke yeh sab insan ka mind kherab ker deyte hai..computer na sahi to mobile mai internet on hogaya hai her koi cell phones mai lega rehta hai aisa legta hai or koi kaam nahi logo k pass siwae internet and cell phones ke..hum keise ko kuch keh tu nahi sakte per advice tu dey he sakte hai key ager yeh zarurat key chese hai tu isse zarurat tak he use kiya jae na key ap isse koi ghelat faida uthaye kio ke end mai is ka nuksan apko he uthana hoga keise or ko nahi...yeh tu meri apne zaati rae hai aplogo ke kiya rae hai mujhe zarur bataega ... THANK YOU...
Subscribe to:
Post Comments (Atom)
0 comments:
Post a Comment