HADTAAL(STRIKES):
Roz roz kuch na kuch ho jata hai, kubhi koi mar gaya ya kubhi kisi ko maar dala sirf in doo batao ki badolat aj kal sub say zada hadtaal ho rahi hai or is k ilawa CNG mehngi honay ki waja say transport ki hadtaal jis ki badolat bunda kai a ja bhi nahi saktaa,,,aik hadtaal say crore arab ka nukshan hota hai or phr is nuksan ka sara asar sirf awam par parta hai yaha tak k taxes or baki har cheez may mehngai ka izafa honay ki badolat aik amm bunda khatam hota ja raha hai....
kubhi kubhi to itnii buri hadtaal ho jati hai k road par agg lagadi jati hai ya phr busses. gariya ya phr firing kr kr k dhashat ka manzar bunaa diyaa jata hai,,,ab yah sari batain humaray liyah amm ho chukii hai,ab jub bhi kuch suntay hai tu hum logo ka koi khass reaction nahi hota ultaa hum boltay hai acha phr yah tu roz ka mamool bun gaya hai,,,aisi batain hoti hai ab,,,,,kia koi umeed hai humaray mulk k halat badal jay ya hum apnay mulk may he azaad ho pay gayy??? sharam ki bat hai k hum apnay mulk may he sakoon ki zindagi nahi guzar saktayyyy.........

1 comments:
hmmm gud..
Post a Comment