Saturday, 14 April 2012 1 comments

ASAL  DUNIYAA:
                             Humari asal duniya or asal ghr yah duniyawii duniya nahi hai balkay humari asal duniya marnay k bad ki hai or usi duniya k khatir humay paida kia gaya hai k hum apnay marnay k bad wali zindagi agar achi guzarna chahtay hai tu is duiyawi duniyaa may apnay amaal sudhar kr he bunna saktay hai….laiken aj kal yah bhutt mushkil hota jar aha hai,,log seadhay rastay par chalnay k bajay galat  rastay par chal rahay hai,,,jin may kuch log aisay hai jo apni marzi or shook say is galat rastay par chal rahay hai or kuch beacharay majboor ho kr…..
             
                                    Agar har insan galat kam or burai may laga rahay ga tu marnay k bad wali zindagi kaisay bhaitar buna sakta hai ya guzar sakta hai???  Jo log Galatia apni marzi say kr rahay hai unka tu haal bura hai akhirat may laiken sawal tu yah hai jo log majbori may galat qadam uthatay hai unka kiaa??? Yah bat thekk hai k ALLAH insan ko utnay he dhuk daita hai jitnaa aik insan bardasht kr sakay laiken phr qq koi insan jub apnay bachu ko bhooka martay howay daikhta hai tu us bachay ki bhook ko khatam krnay k liyah galat rastay par chal parta hai…sirf apnay bachay k liyah galat kia tu akhir who kia karay????ab marnay k bad aisay insan ki kiya zindagi hogi achi ya burii??kuch batain samag say bahar hai phr bhi insane ko chaiyah k who apnay amaaal sudharlay abhi bhi waqat hai…yah sub emtihan hai aik zindagi kaaa………………

1 comments:

Post a Comment

 

©Copyright 2011 Rapid Communicators | TNB